Tum Hi Ho Bandhu Lyrics from Cocktail Bollywood movie released in (2012). The song was sung by Neeraj Shridhar and Kavita Seth. Starring Saif Ali Khan, Deepika Padukone, and Diana Penty. Tum Hi Ho Bandhu Song Lyrics are penned by Irshad Kamil and the song label is Eros Now Music. While the music was composed by Pritam Chakraborty.
Song Credits:
Movie | Cocktail (2012) |
Singer(s) | Neeraj Shridhar & Kavita Seth |
Songwriter | Irshad Kamil |
Music | Pritam Chakraborty |
Cast | Saif Ali Khan, Deepika Padukone & Diana Penty |
Label | Eros Now Music |
Tum Hi Ho Bandhu Lyrics:
Yara tere sadke ishq sikha
Main to aayi jag tajj ke ishq sikha
Main to yara tere sadke ishq sikha
Main to aayi jag tajj ke ishq sikha
Jab yaar kare parwaah meri
Mujhe kya parwaah is duniya ki
Jag mujh pe lagaye paabandi
Main hu hi nahin is duniya ki
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Every time, every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Dil ki takhti par hu likhti ishqaan ishqaan
Jag kya jaane dil ko mere ishqaan kiska
Lag yaar gale le saar meri
Mujhe kya parwaah is duniya ki
Tu jeet meri, jag haar meri
Main hu hi nahin is duniya ki
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Every time, every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Banke chaahat nazron se khat likhna likhna
Tu hai jaisa mujhko waisa dikhna dikhna
Banke chaahat nazron se khat likhna likhna
Tu hai jaisa mujhko waisa dikhna dikhna
Be sabak surooron ka saaqi
Mujhe kya parwaah is duniya ki
Tu paas mere, jag paas mere
Main hu hi nahin is duniya ki
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Every time, every minute all the day
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi
Tumhi din chadhe, tumhi din dhale
Tumhi ho bandhu, sakha tumhi