Aankhein Khuli Ho Ya Ho Band Lyrics – Mohabbatein

 

Aankhein Khuli Ho Ya Ho Band Lyrics from Mohabbatein Bollywood movie released in (2000). The song was sung by Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Sonali, Manohar, Priya, Udbhav, Ishaan, and Shweta. Starring Amitabh Bachchan, Shah Rukh Khan, and Aishwarya Rai. Aankhein Khuli Song Lyrics are penned by Anand Bakshi and the song label is YRF. While the music was composed by Jatin-Lalit.

Song Credits:

Movie Mohabbatein (2000)
Singer(s) Lata Mangeshkar, Udit Narayan, Sonali, Manohar, etc.
Songwriter Anand Bakshi
Music Jatin-Lalit
Cast Amitabh Bachchan, Shah Rukh Khan & Aishwarya Rai
Label YRF

 

Aankhein Khuli Lyrics:

 

Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai

Hey aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai

Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai

Aaj hi yaaron kisi pe mar ke dekhenge hum
Pyaar hota hai yeh kaise karke dekhenge hum
Kisi ki yaadon mein khoye hue
Khwaabon ko humne saja liya
Kisi ki baahon mein soye hue
Apna use bana liya

Aye yaar pyaar mein koi
Aye yaar pyaar mein koi
Na jaagta na sota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai

Kya hai yeh jaadu hai koi bas jo chal jata hai
Tod ke pehre hazaaron dil nikal jata hai
Door kahin aasmanon par
Hote hain yeh saare faisle
Kaun jaane koi humsafar
Kab kaise kahan mile

Jo naam dil pe ho likha
Jo naam dil pe ho likha
Ikraar usi se hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai

Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Aankhein khuli ho ya ho band
Deedar unka hota hai
Kaise kahoon main o yaara
Yeh pyaar kaise hota hai