Aao Naa Lyrics from Kyun! Ho Gaya Na Bollywood movie released in (2004). The song was sung by Udit Narayan and Sadhana Sargam. Starring Amitabh Bachchan, Aishwarya Rai, and Vivek Oberoi. Aao Naa Song Lyrics are penned by Javed Akhtar and the song label is Tips Official. While the music was composed by Shankar-Ehsaan-Loy.
Song Credits:
Movie | Kyun! Ho Gaya Na (2004) |
Singer(s) | Udit Narayan & Sadhana Sargam |
Songwriter | Javed Akhtar |
Music | Shankar-Ehsaan-Loy |
Cast | Amitabh Bachchan, Aishwarya Rai & Vivek Oberoi |
Label | Tips Official |
Aao Naa Lyrics:
Goonji Si Hai Sari Fiza
Jaise Bajti Ho Shehnaiyaan
Leherati Hai Mehki Hawa
Gungunati Hain Tanhaiyaan
Sab Gaate Hain Sab Hi Madhosh Hain
Hum Tum Kyun Khamosh Hain
Saaz-E- Dil Chedo Na
Chup Ho Kyun Gaao Na
Aao Na Aao Na
Aao Na Aao Na
Tan Man Mein Kyun Aise Behti Huyi
Thandi Si Ik Aag Hai
Ho…Saanson Mein Hai Kaisi Yeh Ragini
Dhadkan Mein Kya Raag Hai
Yeh Hua Kya Humein, Hum Ko Samjhaoo Na
Yeh Hua Kya Humein, Hum Ko Samjhaoo Na
Sab Gaate Hain Sab Hi Madhosh Hain
Hum Tum Kyun Khamosh Hain
Dil Mein Jo Baatein Hain
Hothon Pe Laoo Na
Aao Na Aao Na
Aao Na Aao Na
Ab Koi Doori Na Uljhan Koi
Bas Ek Ikrar Hai
Ab Na Kahin Hum Na Tum Ho Kahin
Bas Pyaar Hi Pyaar Hai
Sun Sako Dhadkane Itne Paas Aao Na
Sun Sako Dhadkane Itne Paas Aao Na
Sab Gaatein Hain …Sab Hi Madhosh Hain
Hum Tum Kyun Khamosh Hain
Ab Mere Sapnon Pe Tum Hi Tum Chaao Na
Aao Na Aao Na
Aao Na Aao Na
Ghunji Si Hai Sari Fiza
Jaise Bajti Ho Shehnaiyaan
Leherati Hai Mehki Hawa
Gungunati Hain Tanhaiyaan
Sab Gaate Hain Sab Hi Madhosh Hain
Hum Tum Kyun Khamosh Hain
Saaz-E- Dil Chedo Na
Chup Ho Kyun Gaao Na
Aao Na Aao Na
Aao Na Aao Na