Alag Aasmaan Lyrics is a Hindi song released in (2020). The song was sung by Anuv Jain. Alag Aasmaan Song Lyrics are penned by Anuv Jain and the song label is Anuv Jain. While the music was composed by Anuv Jain.
Song Credits:
Released | 30 July 2020 |
Singer | Anuv Jain |
Songwriter | Anuv Jain |
Music | Angad Singh Bahra |
Label | Anuv Jain |
Alag Aasmaan Lyrics:
Nayi nahi hai yeh baatein wahi
Phir is mod par hum mile hai
Na jaane ab milenge hum kabhi
Toh ruk jao ek pal yahan pe
Yeh narm chadaron ki silvatein
Tujhe abhi bula rahi hai
Na jao door inse ye kahein
Yeh sukoon kahan pe hai hasil?
Dil ko mere yeh hai pata
Ke milon ka yeh faasla hai
Alag Aasmaan bhi hai toh kya?
Yeh dil na maane
Ye gaadiyon ki aisi daud sa
Tera bhi dil daudta hai
Ha ja rahe ho door tum toh kya?
Main hi toh dil ka musafir
Toh ek baar phir tu hans jara
Dekh le meri in aankho mein
Main kaid kar loon har woh pal tera
Teri yeh baatein, jo hain
Toh aur kya hai yeh baatein bata?
Kyun ab din bhi dhalta nahi ye na ho toh?
Tum ude ja rahe
Yeh aasmaan mein
Khidkiyon se dekh tu pahadon ko
Yun chote se lage
Hai kitne bade jo ho samne
Door jo hai khade
Unhe bhi ye humari zindagi
Yun titliyon si choti choti si lage
Hai kitni badi nahi jaante
Khaali ghar tera
Yeh chabiyon ki goonj aise
Tujhe dara rahi, tu darna nahi
Main hoon yahin par
Ab Alag Aasmaan hai
Aur hai zameen bhi kuch alag si
Par miloge jab kabhi, toh dekhna tabhi
Main kuch alag nahi
Phir is mod par hum mile hai
Na jaane ab milenge hum kabhi
Toh ruk jao ek pal yahan pe
Yeh narm chadaron ki silvatein
Tujhe abhi bula rahi hai
Na jao door inse ye kahein
Yeh sukoon kahan pe hai hasil?
Dil ko mere yeh hai pata
Ke milon ka yeh faasla hai
Alag Aasmaan bhi hai toh kya?
Yeh dil na maane
Ye gaadiyon ki aisi daud sa
Tera bhi dil daudta hai
Ha ja rahe ho door tum toh kya?
Main hi toh dil ka musafir
Toh ek baar phir tu hans jara
Dekh le meri in aankho mein
Main kaid kar loon har woh pal tera
Teri yeh baatein, jo hain
Toh aur kya hai yeh baatein bata?
Kyun ab din bhi dhalta nahi ye na ho toh?
Tum ude ja rahe
Yeh aasmaan mein
Khidkiyon se dekh tu pahadon ko
Yun chote se lage
Hai kitne bade jo ho samne
Door jo hai khade
Unhe bhi ye humari zindagi
Yun titliyon si choti choti si lage
Hai kitni badi nahi jaante
Khaali ghar tera
Yeh chabiyon ki goonj aise
Tujhe dara rahi, tu darna nahi
Main hoon yahin par
Ab Alag Aasmaan hai
Aur hai zameen bhi kuch alag si
Par miloge jab kabhi, toh dekhna tabhi
Main kuch alag nahi