Beete Lamhein Lyrics from The Train Bollywood movie released in (2007). The song was sung by KK. Starring Emraan Hashmi, Geeta Basra, and Sayali Bhagat. Beete Lamhein Song Lyrics are penned by Sayeed Quadri and the song label is T-Series. While the music was composed by Mithoon.
Song Credits:
Movie | The Train (2007) |
Singer | KK |
Songwriter | Sayeed Quadri |
Music | Mithoon |
Cast | Emraan Hashmi, Geeta Basra & Sayali Bhagat |
Label | T-Series |
Beete Lamhein Lyrics:
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hain
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hain
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hain
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hain
Beete lambhein aaaa
Chand lambhat
Ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili
Thi mujhe zindagi
Chand lambhaat
Ke vaaste hi sahi
Mushkura kar mili
Thi mujhe zindagi
Teri aagosh mein
Din the mere kate
Teri baahon mein thi
Mere raatien kati
Ooooh hoo ohhh ho
Aaj bhi jab woh pal
Mujhko yaad aate hain
Dil se saare gumo ko
Bhula jate hain
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hain
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hain
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hain
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hain
Beete lambhein aaaa
Oh mere kandhein mein
Saar ko jukana tera
Mere seene mein khud
Ko chupana tera
Mere kandhein mein
Saar ko jukana tera
Mere seene mein khud
Ko chupana tera
Aake mere panaho mein
Shaam oh seher
Kanch ki tarha
Woh toot jaana tera
Ooooh hoo ohhh ho
Aaj bhi jab woh
Manzar nazar aate hain
Dil ki viraniyon ko
Mita jaate hain
Dard mein bhi yeh lab
Muskura jaate hain
Beete lambhein humein
Jab bhi yaad aate hain (x2)
Beete lambhein aaaaa
Dard mein beete lambhein aaaa
Dard mein beete lambhein aaaa