Chota Bachcha Jaan Ke Lyrics – Masoom

 

Chota Bachcha Jaan Ke Lyrics from Masoom Bollywood movie released in (1996). The song was sung by Aditya Narayan. Starring Inder Kumar, Omkar Kapoor, and Ayesha Jhulka. Chota Bachcha Jaan Ke Song Lyrics are penned by Anand Raj Anand the song label is Tips Official. While the music was composed by Anand Raj Anand.

Song Credits:

Movie Masoom (1996)
Singer Aditya Narayan
Songwriter Anand Raj Anand
Music Anand Raj Anand
Cast Inder Kumar, Omkar Kapoor & Ayesha Jhulka
Label Tips Official

 

Chota Bachcha Jaan Ke Lyrics:

 

Chota bachcha jaan ke
Na koi aankh dikha na re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Akal ka kacha samajh ke
Humko na samjhana re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab

Bholi surat jaan ke
Humse na takra na re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab

Na dhin na na dhin na
Nach nacha denge
Chota bachcha jaan ke
Na koi aankh dikha na re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Akal ka kacha samajh ke
Humko na samjhana re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab

Ek din dekhe do athaniya
Maa boli ja le aa dhaniya
Ek din dekhe do athaniya
Maa boli ja le aa dhaniya
Paise de ke dukan dar se
Main bola babu dedo dhaniya
Bada sa kagaj lekar
Usne rakh diya usme thoda sa dhaniya
Maine bola babu baniya kagaj bech rahe

Ya dhaniya
Kagaj ko rahkho baju mein
Dhaniye ko rahkho taraju mein
Sun meri baat vo raha na kabu mein

Kya bola
Bola tujhko baatu main
Main bhi kaha kam tha
Maine bhi kehdiya
Bache ko thak ta hai
Shor machau main
Uske baad hua kya
Yeh bhi toh batlana re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab

Uske baad uske baad toh
Jaise uska mar gaya nana re
Bich bazariya gaaya maine
Jab yeh gaana re
Chota bachcha jaan ke
Na koi aankh dikha na re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab

Akal ka kacha samajh ke
Humko na samjhana re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Ho oo oo
Hm mm hm mm

Kishan bhaiya kishan bhaiya
Mere aam ki guthali gir gayi
Aam ko kha guthli na dekh
Aage chal piche na dekh
Aam ko kha guthli na dekh
Aage chal piche na dekh
Sidha sidha chal varna
Paon mein fas jayegi ret
Fir kya karenge

Yeh ghar jab ja ke
Maa ne mara re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab

Chup kyu ho gaye bolo na
Sun re chotu sun re hariya
Maa hoti mamta ki
Nadiya daat ke humko
Khud bhi roye khana de
Badhiya se badhiya
Maa ko ja ke kabhi

Suna na na yeh gana re
Bachcha bachcha jaan ke
Na koi aankh dikha na re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab
Akal ka kacha samajh ke
Na humko samjhana re
Dubi dubi dab dab
Dubi dubi dab dab