Dil Diya Hai Jaan Bhi Denge Lyrics – Karma

 
 
Dil Diya Hai Jaan Bhi Denge Lyrics from Karma Bollywood movie released in (2008). The song was sung by Kavita Krishnamurthy and Dilip Kumar. Starring Dilip Kumar, Anil Kapoor, and Poonam Dhillon. Dil Diya Hai Jaan Bhi Denge Song Lyrics are penned by Anand Bakshi and the song label is Tips Official. While the music was composed by Laxmikant-Pyarelal.
 

Song Credits:

Movie Karma (1986)
Singer(s) Kavita Krishnamurthy & Dilip Kumar
Songwriter Anand Bakshi
Music Laxmikant-Pyarelal
Cast Dilip Kumar, Anil Kapoor & Poonam Dhillon
Label Tips Official
 

Dil Diya Hai Jaan Bhi Denge Lyrics:

 

Bada kathin hai prashn yeh bhaiya aaye baarambar
Is umar mein poochhe bivi kya karte ho pyaar
Mujhse kya karte ho pyaar

Arre poochhe meri bivi do you love me
Do you love me
To kya kaha aapne
Arre barson se to kehta aaya I love you, I love you
Har din har pal yehi kahun main I love you
Subah savere kaam pe jaaoon I love you
Sanjh dhale jab kaam se aaoon I love you

Khaate, peete, sote, uthate I love you
Phir bhi poochhe bivi meri do you love me?
Do you love me
Baar baar yehi dohraoon I love you, I love you
Teen bachchon ka bapu hoon par I love you
Duniya bhar mein afasar hoon par I love you
Sab logon pe dhaak jamaoon I love you
Darte darte ghar pe aaoon I love you

Sanjh savere tere pyar mein yehi geet dohraoon
Rani yehi geet dohraoon
Har karam apna karenge
Har karam apna karenge aye sanam tere liye
Dil diya hai, jaan bhi denge aye sanam tere liye
Dil diya hai, jaan bhi denge aye sanam tere liye

Aur koi bhi kasam, koi bhi vaada kuchh nahin
Aur koi bhi kasam, koi bhi vaada kuchh nahin
Ek bas teri mohabbat se
Zyada kuchh nahin kuchh nahin
Hum jiyenge aur marenge aye sanam tere liye
Dil diya hai, jaan bhi denge aye sanam tere liye
Dil diya hai, jaan bhi denge aye sanam tere liye

Sabse pehle tu hai, tere baad har ek naam hai
Sabse pehle tu hai, tere baad har ek naam hai
Tu mera aaghaz tha
Tu hi mera anjam hai, anjaam hai
Hum jiyenge aur marenge aye sanam tere liye
Dil diya hai, jaan bhi denge aye sanam tere liye
Dil diya hai, jaan bhi denge aye sanam tere liye