Song Credits:
Movie | Dhadkan (2000) |
Singer | Nusrat Fateh Ali Khan |
Songwriter | Sameer Anjaan |
Producer | Nadeem-Shravan |
Cast | Akshay Kumar, Shilpa Shetty & Suniel Shetty |
Label | Ishtar Music |
Dulhe Ka Sehra Lyrics:
Aaa, Aaa haa Aaa…
Shehnaiyo ki, sada Keh rahi hai
Khushi ki mubarak, Ghadi aa gayi hai
Saji surkh jode mein, Chand si dulhan
Zameen pe falak se, Pari aa gayi hai
Aaa, Aaa haa Aaa…
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka toh, Dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka toh, Dil deewana lagta hai
Pal bhar mein kaise badalte hai rishte
Pal bhar mein kaise badalte hai rishte
Ab toh har apna begaana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka toh, Dil deewana lagta hai
Saat pheron se bandha, Janmo ka ye bandhan
Pyar se joda hai rabb ne, Preet ka daman
Sath pheron se bandha, Janmo ka ye bandhan
Pyar se joda hai rabb ne, Preet ka daman
Hai nayi rasme, nayi Kasamein Nayi uljhan
Honth hai khamosh, Lekin keh rahi dhadkan
Dhadkan, dhadkan, Dhadkan, dhadkan
Dhadkan, meri dhadkan
Dhadkan, teri dhadkan
Dhadkan dhadkan, Dhadkan dhadkan
Dhadkan dhadkan, dhadkan dhadkan
Meri dhadkan, meri dhadkan
Mushkil ashqon ko chupana lagta hai
Mushkil ashqon ko chupana lagta hai
Dhulhan ka toh dil diwana lagta hai
Pal bhar mein kaise badalte hain rishte
Pal bhar mein kaise badalte hain rishte
Ab toh har apna begana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka toh, Dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka toh, Dil deewana lagta hai
Main teri bahon ke, Jhoole me pali babul
Ja rahi hoon chod ke, Teri gali babul
Main teri, bahon ke jhule, me pali babul
Main teri bahon ke, jhule me pali babul
Main teri bahon ke jhule me pali babul
Jaa rahi hoon chod ke teri gali babul
Khoobsurat ye zamane yaad aayegi
Chah ke bhi hum tumhein, Na bhool payengi
Mushkil…
Mushkil daman ko chudana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta ha
Mushkil, Mushkil daman ko chudana lagta hai
Dulhan ka to dil deewana lagta ha
Pal bhar me kaise badalte hain rishte
Ab to har apna begana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka toh dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka toh dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka toh dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka toh dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
Dulhan ka toh dil deewana lagta hai
Dulhe ka sehra suhana lagta hai
(Dulhan ka toh dil deewana lagta hai)
(Dulhan ka toh dil deewana lagta hai)
Dhadkan, dhadkan, dhadkan, dhadkan