Haan Tu Hain Lyrics – Jannat

 

Haan Tu Hain Lyrics from Jannat Bollywood movie was released in (2008). The song was sung by KK. Starring Emraan Hashmi, Samir Kochhar, and Sonal Chauhan. Haan Tu Hain Song Lyrics are penned by Sayeed Quadri and the song label is Sony Music India. While the music was composed by Pritam Chakraborty.

Song Credits:

Movie Jannat (2008)
Singer KK
Songwriter Sayeed Quadri
Music Pritam Chakraborty
Cast Emraan Hashmi, Samir Kochhar & Sonal Chauhan
Label Sony Music India

 

Haan Tu Hain Lyrics:

 

Jo khwabon khayalon mein socha nahin tha
Tune mujhe itna pyaar diya
Main jab bhi jahaan bhi
Kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya

Haan jo khwabon khayalon mein socha nahin tha
Tune mujhe itna pyaar diya
Main jab bhi jahaan bhi
Kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya

Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai

Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai

Hey… we could fall in love
I say… I could fall in love with you
Hey… we could fall in love
And I say… I could fall in love with you

Koi bhi aisa lamha nahi hai
Jismein mere tu hota nahi hai
Main so bhi jaaun mein raaton mein lekin
Tu hai ki mujhmein sota nahi hai
Tu hai ki mujhmein sota nahi

Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai

Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai

Hai teri inaayat tujhse mili hai
Hothon pe mere hansi jo khili hai
Use mera chehra chhupa bhi na paaye
Tujhe paake haasil hui jo khushi hai
Tujhe paake haasil hui jo khushi hai

Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai

Jo khwabon khayalon mein socha nahin tha
Tune mujhe itna pyaar diya
Main jab bhi jahaan bhi
Kadi dhoop mein tha
Teri zulf ne mujh pe saya kiya

Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai

Haan tu hai, haan tu hai
Meri baaton mein tu hai
Meri khawaabon mein tu
Yaadon mein tu
Iraadon mein tu hai
Iraadon mein tu hai