Husna Lyrics – Piyush Mishra | Coke Studio

 

Husna Lyrics is a Hindi song released in (2012) from the Album ‘Coke Studio Season 2’. The song was sung by Piyush Mishra. Starring Parmish Verma and Paradox. Husna Song Lyrics are penned by Piyush Mishra and the song label is Coke Studio India. While the music was composed by Piyush Mishra.

Song Credits:

Album Coke Studio Season 2
Singer Piyush Mishra
Songwriter Piyush Mishra
Music Piyush Mishra
Label Coke Studio India

 

Husna Lyrics:

 

Lahore Ke Uss
Pehle Jile Ke
Do Pargana Mein Pahunche
Resham Gali Ki
Dooje Kuche Ke
Chauthe Makaan Mein Pahunche

Aur Kehte Hai Jisko
Dooja Mulk Uss
Pakistan Mein Pahunche
Likhta Hun Khat Mein
Hindustan Se
Pehlu E Husna Mein Pahunche
O Husna

Main To Hun Baitha
O Husna Meri
Yaadon Purani Mein Khoya
Main To Hun Baitha
O Husna Meri
Yaadon Purani Mein Khoya

Pal Pal Ko Ginta
Pal Pal Ko Chunta
Beeti Kahani Mein Khoya
Patte Jab Jhadte Hindustan Mein
Yaadien Tumhari Ye Bolein
Hota Ujala, Hindustan Mein
Batein Tumhari Ye Bolein

O Husnaa Meri Yeh To Batado
Hota Hai Aisa Kya
Uss Gulistan Mein
Rehti Ho Nanhee Kabutar
See Gum Tum Jahaan
O Husna

Patte Kya Jhadte Hain Pakistan Mein
Vaise Hi Jaise Jhadte Yahaan
O Husna
Hota Ujala Kya Vaisa Hi Hai
Jaisa Hota Hindustan Mein Haan
O Husna

Woh Heeron Ke Ranjhe
Ke Nagmein Mujhko
Ab Tak Aa Aake Sataien
Woh Bulley Shah Ki
Takriro Ki, Jheene Jheene Saaye

Woh Id Ki Iddi
Lambi Namazey
Seyvaiyon Ki Jhaale
Woh Diwali Key Diye Sang Mein
Baisakhi Ke Badal

Holi Ki Woh Lakdi Jinmein
Sang Sang Aanch Lagai
Lohdi Ka Woh Dhuan Jis Mein
Dhadkhan Hai Sulgai

O Husna Meri Ye Toh Batado
Lohdi Ka Dhuan Kya
Ab Bhi Nikalta Hai
Jaisa Nilkalta Tha
Uss Daur Mein Vahaan
O Husna

Ik Rang Sya Kaala
Ejad Ho Raha Hai
Dhuan Mein Gulstan
Yeh Barbaad Ho Raha Hai
Ik Rang Sya Kaala
Ejad Ho Raha Hai
Dhuan Mein Gulstan
Yeh Barbaad Ho Raha Hai
Ik Rang Sya Kaala
Ejad Ho Raha Hai

Ke Heeron Ke Ranjhon Ke
Nagmein Kya Ab Bhi
Sune Jaate Hai Haan Vahaan
O Husna
Aur Rota Hai Raaton Mein
Pakistan Kya Vaise Hi
Jaise Hindustan
O Husna