Musafir Lyrics – Sweetiee Weds NRI

 

Musafir Lyrics from Sweetiee Weds NRI Bollywood movie released in (2017). The song was sung by Atif Aslam and Palak Muchhal. Starring Himansh Kohli, Zoya Afroz, and Darshan Jariwalla. Musafir Song Lyrics are penned by Palak Muchhal and the song label is T-Series. While the music was composed by Palak Muchhal.

Song Credits:

Movie Sweetiee Weds NRI (2017)
Singer(s) Atif Aslam & Palak Muchhal
Songwriter Palak Muchhal
Music Palak Muchhal
Cast Himansh Kohli, Zoya Afroz & Darshan Jariwalla
Label T-Series

 

Musafir Lyrics:

 

Kaise jiyoonga kaise
Bata de mujhko tere bina (x2)

Tera mera jahaan
Le chaloon main wahaan
Koyi tujhko na mujhse chura le

Rakh loon aankhon mein main
Kholoon palkein na main
Koyi tujhko na mujhse chura le

Main andheron se ghira hoon
Aa dikha de tu mujhko sawera mera
Main bhatakta ik musafir
Aa dila de tu mujhko basera mera

Jaagi jaagi ratein meri
Roshan tujhse hai sawera
Tu hi mere jeene ki wajah
Jab tak hain ye saansein meri
Inpe hai sadaa hak tera
Poori hai tujhse meri duva

Tera mera jahaan
Le chaloon main wahaan
Koyi tujhko na mujhse chura le

Rakh loon aankhon mein main
Kholoon palkein na main
Koyi tujhko na mujhse chura le

Main andheron se ghira hoon
Aa dikha de tu mujhko sawera mera
Main bhatakta ik musafir
Aa dila de tu mujhko basera mera