Sapna Jahan Lyrics from Brothers Bollywood movie released in (2015). The song was sung by Sonu Nigam and Neeti Mohan. Starring Jacqueline Fernandez and Akshay Kumar. Sapna Jahan Song Lyrics are penned by Amitabh Bhattacharya and the song label is Sony Music India. While the music was composed by Ajay Atul.
Song Credits:
Movie | Brothers (2015) |
Singer(s) | Sonu Nigam & Neeti Mohan |
Songwriter | Amitabh Bhattacharya |
Music | Ajay Atul |
Cast | Jacqueline Fernandez & Akshay Kumar |
Label | Sony Music India |
Sapna Jahan Lyrics:
Sapna Jahan Dastak Na De
Chaukhat Thi Woh Aankhein Meri
Baaton Se Thi Taadaad Mein
Khamoshiyan Zyada Meri
Jabse Pade Tere Kadam
Chalne Lagi Duniya Meri
Mere Dil Mein Jagah Khuda Ki Khaali Thi
Dekha Wahan Pe Aaj Tera Chehra Hai
Main Bhatakta Hua Sa Ek Baadal Hoon
Jo Tere Aasmaan Pe Aake Thehra Hai
Tu Rooh Hai Toh Main Kaaya Banun
Taumra Main Tera Saaya Banun
Keh De Toh Bann Jaaun Bairaag Main
Keh De Toh Main Teri Maaya Banun
Tu Saaz Hai Main Ragini
Tu Raat Hai Main Chandni
Mere Dil Mein Jagah Khuda Ki Khaali Thi
Dekha Wahan Pe Aaj Tera Chehra Hai
Main Bhatakta Hua Sa Ek Baadal Hoon
Jo Tere Aasmaan Pe Aake Thehra Hai
Humpe Sitaaron Ka Ehsaan Ho
Poora Adhoora Har Armaan Ho
Ek Dusre Se Jo Baandhe Humein
Baahon Mein Nanhi Si Ek Jaan Ho
Aabaad Ho Chhota Sa Ghar
Lag Na Sake Kisi Ki Nazar
Mere Dil Mein Jagah Khuda Ki Khaali Thi
Dekha Wahan Pe Aaj Tera Chehra Hai
Main Bhatakta Hua Sa Ek Baadal Hoon
Jo Tere Aasmaan Pe Aake Thehra Hai
Chaukhat Thi Woh Aankhein Meri
Baaton Se Thi Taadaad Mein
Khamoshiyan Zyada Meri
Jabse Pade Tere Kadam
Chalne Lagi Duniya Meri
Mere Dil Mein Jagah Khuda Ki Khaali Thi
Dekha Wahan Pe Aaj Tera Chehra Hai
Main Bhatakta Hua Sa Ek Baadal Hoon
Jo Tere Aasmaan Pe Aake Thehra Hai
Tu Rooh Hai Toh Main Kaaya Banun
Taumra Main Tera Saaya Banun
Keh De Toh Bann Jaaun Bairaag Main
Keh De Toh Main Teri Maaya Banun
Tu Saaz Hai Main Ragini
Tu Raat Hai Main Chandni
Mere Dil Mein Jagah Khuda Ki Khaali Thi
Dekha Wahan Pe Aaj Tera Chehra Hai
Main Bhatakta Hua Sa Ek Baadal Hoon
Jo Tere Aasmaan Pe Aake Thehra Hai
Humpe Sitaaron Ka Ehsaan Ho
Poora Adhoora Har Armaan Ho
Ek Dusre Se Jo Baandhe Humein
Baahon Mein Nanhi Si Ek Jaan Ho
Aabaad Ho Chhota Sa Ghar
Lag Na Sake Kisi Ki Nazar
Mere Dil Mein Jagah Khuda Ki Khaali Thi
Dekha Wahan Pe Aaj Tera Chehra Hai
Main Bhatakta Hua Sa Ek Baadal Hoon
Jo Tere Aasmaan Pe Aake Thehra Hai