Suraj Hua Maddham Lyrics – Kabhi Khushi Kabhie Gham

 

Suraj Hua Maddham Lyrics from Kabhi Khushi Kabhie Gham Bollywood movie released in (2001). The song was sung by Sonu Nigam and Alka Yagnik. Starring Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan, and Kareena Kapoor. Suraj Hua Maddham Song Lyrics are penned by Anil Pandey and the song is Sony Music India. While the music was composed by Sandesh Shandilya.

Song Credits:

Movie Kabhi Khushi Kabhie Gham (2001)
Singer(s) Sonu Nigam & Alka Yagnik
Songwriter Anil Pandey
Music Sandesh Shandilya
Cast Shahrukh Khan, Kajol, Hrithik Roshan & Kareena Kapoor
Label Sony Music India

 

Suraj Hua Maddham Lyrics:

 

Suraj Hua Maddham Chand Jalne Laga
Aasman Yeh Haye Kyun Pighalne Laga

Suraj Hua Maddham Chand Jalne Laga
Aasman Yeh Haye Kyun Pighalne Laga
Main Thahra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saansen Thamne Lagi
Ho Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyar Hai

Suraj Hua Maddham Chand Jalne Laga
Aasman Yeh Haye Kyun Pighalne Laga
Main Thahri Rahi Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saansen Thamne Lagi
Haan Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyar Hai

Hai Khubsrurat Yeh Pal, Sabkuch Raha Hai Badal
Sapne Haqeeqat Me Jo Dhal Rahe Hain
Kya Sadiyon Se Purana Hai Rishta Yeh Hamara
Ke Jis Tarah Tumse Hum Mil Rahe Hain
Yun Hi Rahe Hardum, Pyar Ka Mausam
Yun Hi Milo Humse, Tum Janam Janam

Main Thahra Raha Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saansen Thamne Lagi
Haan Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyar Hai

Tere Hi Rang Se Yun Main To Rangi Hoon Sanam
Pake Tujhe Khud Se Hi Kho Rahi Hoon Sanam
O Maahiya Ve Tere Ishq Mein
Haan Doob Ke Paar Main Ho Rahi Hoon Sanam
Sagar Hua Pyasa, Raat Jagne Lagi
Sholon Ke Dil Mein Bhi Aag Jalne Lagi

Main Thahri Rahi Zameen Chalne Lagi
Dhadka Yeh Dil Saansen Thamne Lagi
Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyar Hai
Sajna Kya Yeh Mera Pehla Pehla Pyar Hai

Suraj Hua Maddham Chand Jalne Laga
Aasman Yeh Haye Kyun Pighalne Laga
Jalta Rahe Suraj, Chand Rahe Maddham
Yeh Khwaab Hain Mushkil, Na Mil Sake Hum