Tum Jo Aaye Zindagi Mein Lyrics – Once Upon A Time In Mumbai

 
 
Tum Jo Aaye Zindagi Mein Lyrics from Once Upon A Time In Mumbai Bollywood movie released in (2010). The song was sung by Rahat Fateh Ali Khan and Tulsi Kumar. Starring Ajay Devgn, Emraan Hashmi, and Kangna Ranaut. Tum Jo Aaye Zindagi Mein Song Lyrics are penned by Irshad Kamil and the song label is T-Series. While the music was composed by Pritam Chakraborty.
 

Song Credits:

Movie Once Upon A Time In Mumbai (2010)
Singer(s) Rahat Fateh Ali Khan & Tulsi Kumar
Songwriter Irshad Kamil
Music Pritam Chakraborty
Cast Ajay Devgn, Emraan Hashmi & Kangna Ranaut 
Label T-Series
 

Tum Jo Aaye Zindagi Mein Lyrics:

 

Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
 
Tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi
 
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein

Ho.. tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
Sapne teri chahaton ke dekhti hoon kai
Din hai sona, aur chaandi raat ban gayi
Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi..
 
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
 
Chahaton ka maza faasalon mein nahi
Aa chhupa loon tumhein hauslon mein kahin
Sab se upar likha hai tere naam ko
Khwahishon se jude silsilon mein kahin
Khwahishein milne ki tumse
Khwahishein milne ki tumse roz hoti hain nayi
Mere dil ki jeet meri maat ban gayi
Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi..
 
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
 
Zindagi bewfa hai yeh mana magar
Chhodkar raah mein jaaoge tum agar
Chheen launga main, aasman se tumhein
Suna hoga na yeh, do dilon ka nagar
Raunkein hain dil ke dar pe
Raunkein hain dil ke dar pe
Dhadkanein hain surmayi

Meri kismat bhi tumhare sath ban gayi
Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi
Ishq mazhab, ishq meri zaat ban gayi
Sapne teri chahaton ke
Sapne teri chahaton ke dekhti hoon kai
Din hai sona, aur chaandi raat ban gayi
Ho tum jo aaye zindagi mein baat ban gayi..
 
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein
 
Paya maine paya tumhein
Rab ne milaya tumhein
Honthon pe sajaya tumhein
Naghme sa gaya tumhein
Paya maine paya tumhein
Sab se chhupaya tumhein
Sapna banaya tumhein
Neendon mein bulaya tumhein