Wafa Ne Bewafai Lyrics from Teraa Surroor Bollywood movie released in (2016). The song was sung by Arijit Singh, Neeti Mohan, and Suzanne D’Mello. Starring Himesh Reshammiya, Farah Karimi, and Naseeruddin Shah. Wafa Ne Bewafai Song Lyrics are penned by Sameer Anjaan and the song label is T-Series. While the music was composed by Himesh Reshammiya.
Song Credits:
Movie | Teraa Surroor (2016) |
Singer | Arijit Singh, Neeti Mohan & Suzanne D’Mello |
Songwriter | Sameer Anjaan |
Music | Himesh Reshammiya |
Cast | Himesh Reshammiya, Farah Karimi & Naseeruddin Shah |
Label | T-Series |
Wafa Ne Bewafai Lyrics:
Ik daur woh tha mujhse bhi zyada
Unko fikar thi meri…
Kehte thhe mujhse rukhsat na honge
Milke dobara kabhi…
Ab toh gairon se mera
Haal puchha jaata hai
Yahi dard-e-dil mere
Dil ko rulata hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai..
When I look into your eyes
Baby I’m in paradise
We could take you to skies
We could make you and I (x2)
Meri aashiqui yeh, Rabb ke hawale
Roothe yaar ko bas, koi mana le
Yaadon ki sooli dil mein, gad jaati hai
Veeraniyan jab had se, badh jaati hai
Ik daur woh tha mujhse bhi zyada
Unko fikar thi meri…
Kehte the mujhse rukhsat na honge
Milke dobara kabhi…
Ab toh gairon se mera
Haal puchha jaata hai
Yahi dard-e-dil mere
Dil ko rulata hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai..
Kuch baatein aisi hoti hain
Jinko bayaan karna..
Lafzon mein, namumkin hota hai
Jab wafa mein, wafa hoti hai
Koi na koi, wajah hoti hai
Koi na koi, wajah hoti hai
Kyun faaslon mein, nazdeekiyan hain
Kyun zindagi mein, tabdeeliyan
Kyun tanha dil yeh mera mujhse kahe
Ye silsila bas yunhi chalta rahe
Jaane kya hua hai jiski wajah se
Manzilein judaa si lag rahi
Anjaani raah pe dil ye kyun
Khud ko paata hai
Yahi dard-e-dil mere
Dil ko rulaata hai
Wafa ne bewafai, bewafai
Bewafai ki hai (x3)
Wafa ne bewafai..